Saturday, September 21, 2019

Ik Mulaqaat

Main bhi hoon tu bhi hai aamne saamne
Dil ko behka diya ishq ke jaam ne
Main bhi hoon tu bhi hai aamne saamne
Dil ko behka diya ishq ke jaam ne
Musalsal nazar barasti rahi
Taraste hai hum bheege barsaat mein
Ik mulaqaat
Ek mulaqat mein, baat hi baat mein
Unka yun muskurana ghazab ho gaya
Kal talak woh jo mere khayalon mein the
Rubaru unka aana ghazab ho gaya
Mohabbat ki pehli mulaqaat ka
Asar dekho na jaane kab ho gaya
Ik mulaqaat mein, baat hi baat mein
Unka yun muskurana ghazab ho gaya
Makhtawar dard ka kuch khayal nahi hai
Ek taraf main kahin, ek taraf dil kahin
Aankhon ka aitbaar mat katna
Yeh uthe toh katleaam karti hai
Koi inki nigahon pe pahra lagao yaaron
Yeh nigaahon se hi khanzar ka kaam karti hai
Makhtawar dard ka kuch khayal nahi hai
Ek taraf main kahin, ek taraf dil kahin
Ehsaas ki zameen pe kyun dhuaan uth raha
Hai jal raha dil mera kyun pata kuch nahi
Kyun khayalon mein kuch barf si gir rahi
Rait ki khwahishon mein nami bhar rahi
Musalsal nazar barasti rahi
Taraste hai hum bheege barsaat mein
Ik mulaqaat
Ek mulaqat mein, baat hi baat mein
Unka yun muskurana ghazab ho gaya
Kal talak woh jo mere khayalon mein the
Rubaru unka aana ghazab ho gaya
Mohabbat ki pehli mulaqaat ka
Asar dekho na jaane kab ho gaya
Ik mulaqaat mein, baat hi baat mein
Unka yun muskurana ghazab ho gaya
Oo…